Loading

Ha hota h sabko pyar

Socha nahi tha mujhe bhi hoga

Ha shayd pasand ho tum

Par mene kabhi kaha nahi tha

 

Wo din bhi roz ki tarah tha

Bas jab tum gujri mere pas se

Mud Kar dekha mene tuje

Na Jane kis aas se

 

Muskura rahi thi tum

Bate Karke char

Meri nazare tumhe

 hi dekh rahi thi

Ye kya chakkar hai Mere yar

 

Na Jane ye kaise hua

Ki tune tha mujhse kuch pucha

Jawab tha Pata par Kah nahi paya

Ye kya hua samjh nahi paya

 

Socha nahi tha par ho gaya pyar

Sunna chahogi meri bat

Like
7
This is a guest post
Author: Nidhi Pandey

Nidhi is a software engineer by profession but she has a great interest in creating content and weaving her deepest feelings in the form of poems. Her personality exudes loads of positivity. She lights up the room with her presence and laughter. Mindshelves appreciates such passionate writers.

0 Shares:
Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *


You May Also Like
Ham_Mindshelves_Hindi romantic poem
Read More

Ham,…

Is sham ke rang me dhal kar Hatho me chai ki pyali pakad kar Ham hai sath baithe…
Pehchan-Mindshelves
Read More

Pehchan

Nam se to Jante hai sab Par phir bhi hai kuch baki Pehchan abhi ban pai nai Kuch…
Defeat_Poem
Read More

Me Haar Gaya…

Me haar gaya… Unginat baar ladne  ke baad bhi,  Anjan tha ki hongi aandhiya  raho me meri  koshish…
Vichar - Gujarati poem
Read More

વિચાર

જીવું છું પણ જાણે લાગે એવું કે બીજા માટે પાણી ભરવાના વિચાર આવે ઘાટે ઘાટે   મનમાં વિચારોનું…